These are the lines from "Rat Pashmeene Ki" by Gulzar. I liked it so much ....
Lafzzo (words) ke daant (teeth) nahin hote, par katte (bite) hain
aur katlen (bite) to unke zakhm (wounds) nahin bharte.
Har roj madrason (academy) main 'teacher' aate hain ..
chhah - chhah (six) ghante alfaaz (words) lutate rahte hain ,
barason ke ghise, berang se (colourless), beaahang se (not in tone),
feeke (tasteless) lafz ki unmain ras (savor) bhi nahin hai,
manee (essence) bhi nahin.
Ek bheega hua , chhalka-chhalka,woh lafz bhi hai,
jab dard (pain) chhue to aankhon main bhar aata hai,
kahne ke liye lab (lip) hilte nahin,
aankhon se adaa (accomplish) ho jaata hai.
No comments:
Post a Comment